Humne Dil Lagaya Jaha Dil Lagana Mana Tha Lyrics

Humne Dil Lagaya Jaha Dil Lagana Mana Tha Lyrics : This heart touching and trending song Dil Lagana Mana Tha on all over the social media sung by Krish and Kishore Mondal who are the very famous on social media. Song featuring Sanam Johar & Ashi Singh. Lyrics of the song penned by Kunaal Vermaa and music composed by Devv Sadaana. Here are the full lyrics of the song Humne Dil Lagaya Jaha Dil Lagana Mana Tha.

Humne Dil Lagaya Jaha Dil Lagana Mana Tha Lyrics
Humne Dil Lagaya Jaha Dil Lagana Mana Tha Lyrics

Humne Dil Lagaya Jaha Dil Lagana Mana Tha Lyrics

Zamaane ki taraah
Hum bhi tode hain gaye
Aise tanha to na the Tanha chode hain gaye

Na dil se vo yaadein jaayein
Na raaton ko neendein aayein
Aate hain phir khwab kyu
Aate hain kyu khaab
Jo thi tere ishq mein doobi
Un ankhon mein tum le aaye
Aasu behisaab kyu
Aasu behisaab
Khair hai yaaron kam se kam
Jaan se jaa na paaye hum
Khair hai yaaron kam se kam
Jaan se jaa na paaye hum
Inkaar ke bahaane kayi baar karte karte

Humne wahin lagaya dil
Jahaan dil lagana mana tha
Akhir wahin kiye sajde jahan
Sar jhukana mana tha
Kyu zindagi bita di jahaan pe
ik pal bitaana mana tha
Kyu us gali mein rehte they hum
Jahaan roz jaana mana tha

Zamaane ki taraah
Hum bhi tode hain gaye
Aise tanha to na the Tanha chode hain gaye
Jo duaayein dete they
Haan usi ke hothon se
Aise waise lafz bhi
Humse bole hain gaye

baitho kisi roz tanhai mein
Rakho samne wakt ke aaine
Jo aagea chehra nazar vo kahin
Tumhe bewafa kehke has na pade

Tujhe dil diya istemaal huye
Hai tujhmein bhi dil ye khayaal rahe
Tujhe dil diya istemaal huye
Hai tujhmein bhi dil ye khayaal rahe

Humne jalaaya dil jahaan diye bhi jalaana mana tha
Kar baithe yaad vo chehra jisko bhulaana mana tha
Hum aazmaye gaye magar unhe aazmana mana tha
Humne wahin lagaya dil jahan dil lagana mana tha

Zamaane ki taraah
Hum bhi tode hain gaye
Aise tanha to na the Tanha chode hain gaye
Jo duaayein dete they
Haan usi ke hothon se
Aise waise lafz bhi
Humse bole hain gaye

Humne Dil Lagaya Jaha Dil Lagana Mana Tha Video

FAQ

Who sang the song “Humne Dil Lagaya Jaha Dil Lagana Mana Tha” ?

The song is sung by Krish and Kishore Mondal.

Who wrote the lyrics of “Humne Dil Lagaya Jaha Dil Lagana Mana Tha” ?

The lyrics of the song are penned by Kunaal Vermaa.

Who composed the music for this song?

The music for the song Humne Dil Lagaya Jaha Dil Lagana Mana Tha is composed by Devv Sadaana

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *