Shyam Ka Rang Chad Gaya Lyrics- Pramod Tripathi

Shyam Ka Rang Chad Gaya Lyrics. Sung By Pramod Tripathi. The Lyrics Of The Song Written By Lyricist Nitesh Sharma Golu. Music Of This Song Is Composed By The Music Director Nikita Rohitsin Gautam. Shyam Ka Rang Chad Gaya Song Released Under The Label Pramod Tripathi.

Shyam Ka Rang Chad Gaya Lyrics

Shyam Ka Rang Chad Gaya Song Detail

Song: Shyam Ka Rang Chad Gaya
Singer: Pramod Tripathi
Lyrics: Nitesh Sharma Golu
Music: Nikita Rohitsin Gautam
Label: Pramod Tripathi

Shyam Ka Rang Chad Gaya Lyrics

Ab Lena Dena Kya Jhaan Se
Ab Lena Dena Kya Jahaan Se
Dil Laga Khatu Wale Shyaam Se
Shyam Ka Rang Chad Gaya
Kasam Se
Shyam Ka Rang Chad Gaya

Naina Jo Mile Hy Sarkaar Se
Esa Muskuraya Shyam Pyaar Se
Mujo Deewana Kar Gaya
Kasam Se
Shyaam Ka Rang Chad Gaya

Ohooo
Kitni Sunder Teri Adaaye
Subko Hi Bhaaye Sabko Hi Lubhave
Dil Ko Churane Ka Hunar Tujo Aaye
Bansi Baja Ke Tu Panchi Fasaye

Kaayede Alag Hi Hai Pyaar Ke
Jeet Milti Hy Dil Haar Ke
Jo Bhi Dubha Vo Hi Tar Gaya
Kasam Se
Shyam Ka Rang Chad Gaya

Naina Jo Mile Hy Sarkaar Se
Esa Muskuraya Baba Pyaar Se
Mujko Dewaana Kar Gaya

Watch Shyam Ka Rang Chad Gaya Pramod Tripathi Video Song

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *