Unke Andaz E Karam Lyrics By the famous pakistani singer Nusrat Fateh Ali Khan.

Un ke andaz-e-karam, un pe woh aana dil ka

Haye woh waqt, woh baatein, woh zamana dil ka

Na suna us ne tawajo se fasana dil ka
Na suna us ne tawajo se fasana dil ka
Umar guzari hai magar dard na jaana dil ka

Woh bhi apne na huye, dil bhi gaya haathon se

Aese aane se to behtar tha na aana dil ka
Un ke andaz-e-karam, un pe woh aana dil ka
Un ki mehfil mein Naseer, un ke tabassum ki kasam

Dekhte reh gaye ham haath se jaana dil ka